Hawa Aane De |Lyrics | Shaan , Shankar Mahadevan

Hawa Aane De | Lyrics| Shaan , Shankar Mahadevan, Sunidhi Chauhan , Shiamak Davar & Kapil

Song info;
Song: Hawa Aane De
Singer: Shaan, Shankar Maha devan, Sunidhi Chauhan and more
Music Level; Sony Music India

Hawa Aane De |Lyrics | Shaan , Shankar Mahadevan 1

Thodi hawaa aane de
Taazi hawa aane de
Thodi hawaa aane de
Taazi hawa aane de
Kaala- Kaala aasma hai
Badal bhi maila hai
Ghoota hai Dum yaha jo
Dhooaa dhooa faila hai

Kaala- Kaala aasma hai
Badal bhi maila hai
Ghoota hai Dum yaha jo
Dhooaa dhooa faila ha
Factory ho chemical ho chula ya Car ho
Pollution ki mar se bacche kyu bimar ho

Thodi hawaa aane de
Taazi hawa aane de
Thodi hawaa aane de
Taazi hawa aane de
Thodi hawaa aane de
Taazi hawa aane de
Thodi hawaa aane de
Taazi hawa aane de

kyu tu yaha uha kachra jalata hai
mout ka kala badal aasma me chahta hai
kyu dhua faila ke tu khusyein manata hai
Fasla kate kheetua mein aag kyu lagata hai
Chal hawa aane de
jara hawa aane de

Paida hoti Harree haree tree mein
kudrat deti hawa – hawa free mein
Hamko uska moll nhi hai
jo bhi hamko mile easy mein

Matt ghum tu aasae ghuli mein
Hawaon ko de jagha wari mein
Aaisa na ho zindigi kho jaye aapne bekar ke har bari mein
Chal hawa aane de
jara hawa aane de

Thodi hawaa aane de
Taazi hawa aane de
Thodi hawaa aane de
Taazi hawa aane de

Thodi hawaa aane de
Taazi hawa aane de
Thodi hawaa aane de
Taazi hawa aane de

Chidion ko panchoin ko aasama mein aane de
Nai Nai paro pe unhe Ghosle banane de
Traffic mein atki saanso ko ghar unko jaane de
Zeher ki maut na de unko
jeena ke bahane de

Thodi hawaa aane de
Taazi hawa aane de
Thodi hawaa aane de
Taazi hawa aane de

Thodi hawaa aane de
Taazi hawa aane de
Thodi hawaa aane de
Taazi hawa aane de

Chal Hawa Aane De.