Notebook: Safar Mohit Chauhan Lyrics
Safar Lyrics
Song: Safar
Film:
Singer: Mohit Chauhan
Music: Vishal Mishra
Lyrics: Kaushal Kishore
Music Label: T-Seris
O bandeya dhoonde hai kya
Raahein teri hai ghar tera
Chalna wahan jaana wahan
Khud tak kahin pahunche jahan
Kadadm utha aur saath mein holey
Sahar sahar ye peeche dekho boley
Tukur tukur yun apne naina khole
Zindagi pee le zara
Behti hawawon ke jaise hai ye irade
Udti parindo se sikhi hai jo baatein
Anjaani raahon pe koi
Main chala
Main safar mein hoon
khoya nahi
Main safar mein hoon
khoya nahi
Main safar mein hoon
khoya nahi
Thoda aage badeh maine jaana ye
Sach hai to kya hai uljhe uljhe sab sawal
Zindagi hai ye kya main kaun hoon
Maine ye jaana
Mujhe mil hi gaye sab jawab
Dekho na hawa kaano mein mere kehti kya
Boli weikh Fareeda mitti khuli
Mitti utte Fareeda mitti dulli
Char dina da jee le mela duniya
Phir jaane hona kya
ehti hawawon ke jaise hai ye irade
Udti parindo se sikhi hai jo baatein
Anjaani raahon pe koi
Main chala
Main safar mein hoon
khoya nahi
Main safar mein hoon
khoya nahi
Main safar mein hoon
khoya nahi
Ye kaisa safar hai jo yun dooba raha
Jaata hoon kahin main ya laut ke raha
Wo chehre wo aankhein wo yadein
Purani mujhe puchti
Ye nadiya ka pani bhi
behta hai kehta yehi
Main safar mein hoon
khoya nahi
Main safar mein hoon
khoya nahi
Main safar mein hoon
khoya nahi