Zinda Hun Main |PK Lele A Salesman |Nayab Ali |Lyrics

Zinda Hun Main Lyrics

Zinda Hun Main Lyrics

Song: Zinda Hun Main 
Singer: Nayab Ali
Music: Nayab Ali
Lyrics: Saani Aslam
Label: Zee Music Company
Language: Hindi
Year: 2018

 
Zinda hun main 
Zinda hun main 
Magar aye zindagi
Sharminda hun main


Zinda hun main 
Zinda hun main  
Magar aye zindagi 
Sharminda hun main

Apni hi lash utha kar chal pada hun
Ashqon ke sanche mein dhal raha hun 
Haaye
Ho o o 
Door talak sannata chaa gaya hai 
Jaane kaisa mausam aa gaya hai
Jaane kaisi bebasi hai 
Door mujhse meri zindagi hai
Jaaun kahan tu hi bataa 
Har taraf chaa raha dhuaan hi dhuaan

Sapnon ka ye suraj jal raha hai
Katra katra banke pighal raha hai
Chod ke tanha mujhko chal padi tu
Jism se jaise dil hi nikal gaya hai
Yaadein teri reh gayi hai
Tera ehsaas hai tu nahi hai

Jiunga naa tere bina 
Chala mein chala alvida aye jahan
Alvida aye jahan  

Zinda hun main 
Zinda hun main  
Alvida aye jahan